Android Phone ko Hang hone se Kaise roke
Hange Problem solve kre
Hello Friend's Aaj ke post me main aapko bataunga ki Android phone ko hang hone se kaise bachaye. Dosto hang hone ki problem tab hoti hai jab ham apne phone me bahut sare apps download kar lete hain agar aap bhi is problem ka samna kar rahe hai to ye post aapke liye bahut usefull sabit hogi is post me main aapko kuck aise tips bata raha hu jise use karke aap is hang hone ki problem se chutkara pa sakte hai.
Android Phones Hang kyo hote hai ?
1. Android phones ke hang hone ka sabse bada reason ye hai ki phone me bahut sare apps download kar lena.
2. kuch log sare apps internal storage me install karte hai jisase RAM par bura asar padta hai or phone hang hone lagta hai.
3. Apne phone ka cache data clear nahi karte jisase hamara phone slow ho jata hai.
4. New phones me eksath bahut sare apps download kar lete hain.
5. Third party apps launcher download nahi karna chahiye.
Android phones ko hang hone se kaise bachaye ?
1. Sabse pahle aapke phone me agar koi antivirus ya cache cleaning app hai to use uninstall kar de kyonki jyadatar inhi ke vajah se phones hang hote hain.
2. Ab apne phone me se jo apps aap use nahi karte un sabko uninstall kar de or jin apps ko bahut kam use karte ho aapko unka force stop kar dena hai.
3. Agar aapke phone me sare apps internal storage me install hote hai to phone ki setting me jakar ise external me yani memory card me karde isase aapke phone ki RAM par kam dabav padega.
4. Apne phone me cached data ko clean karte rahna chahiye or ise 2-3 mb tak hi rakh na chihiye.
Friend's agar aap ko meri post pasand aayi to ese like or subscribe kre
....................................Thank You.............................................
Android Phone ko Hang hone se Kaise roke
Reviewed by RAKESH SAINI ( SAINI G )
on
February 21, 2018
Rating:
No comments: