Window ko pendrive me bootbale kese banaye
Window ko pendrive me bootbale kese banaye
aaj me aap ko pendrive ko bootbale banane ka tarika bta raha hu. jis ki help se aap apni pendrive ko CD/DVD ki tarha use me le sakte hai!
pendrive ka bootable banane ka sabse bada fayada yah hai ki aap pendrive bootable bna kr apne system me window dal sakte hai! to aaiye janate hai pendrive bootable kese banate hai!
http://filehippo.com/download_rufus/
agr aap ko kuch samaj nahi aaya to aap mujse puch sakte hai

- sabse pahale aap niche diye link se rufus software ko download kr le
http://filehippo.com/download_rufus/
- ab aap es software ko apne system me install kr le or ese open kre
- software open hone ke bad aap ke samane es tarha ki ek screen show hogi
- Device - esme aap ke pendrive show hoga jise aap bootable banana chahate ho
- Partation of scheme and targetsystem type - yaha aap ko kuch nahi karna hai
- File system - yaha bi aap ko kuch change nahi karna hai
- Cluster size - yaha bi aap ko kuch nahi krna hai
- New volume lable - yaha aap ke pendrive ki memory (size) show karega
- ab uper diye huye screen shoot ko dekh kr check mark laga de
- screen shoot me aap ko ek CD drive ka chin dikhai dega yaha pr click kre or jaha pr aap ne window ko computer me save kiya hai use select kre
- ab aap start pr click kre
agr aap ko kuch samaj nahi aaya to aap mujse puch sakte hai
Window ko pendrive me bootbale kese banaye
Reviewed by RAKESH SAINI ( SAINI G )
on
June 20, 2017
Rating:
No comments: