Computer Ki Basic Knowledge
Knowledge Of Computer
Friends Aaj ke es post me main aap logo ke sath share karne jaraha hu Computer ki kuch Basic Jankari jo sayed aapko nahi pata hai. Dosto Aagar aapko computer ke bare me Basic knowledge badhani hai to aap iss post ko dhayan se last tak padhe. Mujhe kafi visitors ne pucha tha ki Computer kisne banaya hai? Computer ki khoj kisne ki hai? Computer ki full form kya hai? too aagar aapke man me bhi ye sawal ata hai to aap is post ko padh kar sare jawab pa sakte hai. Dosto Computer aabhi world me kitna popular hai ye aap bhi jante hai aur main bhi janta hu, lekin jo log aabhi tak computer nahi use karta hai aur jinke pass computer nahi hai unko nahi pata computer kya hai computer kaise istemal karte hai.
computer ka arth or eske janak ( khoj kisne ki)
Greek shabd "Compute" se aya hai "Computer", Aur latin shabd "computare" se aviskar hu aya hai "Computer" shabd ka.
Computer ka khoj kiya tha "CHARLES BABAGE" naam ka ek British mathematician . Charles babage 1832 me "Analog computer" avishkar kiya tha. Iske baad Harvard university ka Professor "HYWARD AKIN" ek Mechanical Computer banaya tha. Bad me Digital computer avishkar huya joo ki Mechanical Computer se 200 गुना तेजी tha, uske bad dhire dhire aajka computer agaya joo haam log abhi istemal karte hai.
1. aadhunik Computer Ke janak - CHARLES BABAGE.
2. Mechanical Computer Ka Avishkarak - HYWARD AKIN
Computer Ka Full Name Kya Hai ?
Computer ka full Form hai - "Common Operating Machine Particularly Used for Technical, Education and Research"
Dosto upar main aap logo ko bata diya hai ki computer kisne avishkar kiya tha, kaab kiya tha. Aabhi haam log computer ke kuch basic ke bareme janenge. To dosto chaliye suru karte hai.
1. Computer Ka Use :
Aabhi aap jobhi karo aapko computer ki jorurat jorur padega, chahe aap ghar par koi kaam karo yafir office me kaam karo computer ke bina kuch bhi nahi hoga. Computer har jaga use hota hai, jaise ki Bank, Office, Home, Schools, Collage har kisi jaga computer ki jorurat hota hai. Agar aap koi business start karna chahate ho too aapko computer chalana jorur sikhna hoga. Asal me abhi computer ke bina aap kuch bhi kaam nahi kar sakote.
2. Type of computer
Kaam ki hisab se Computer 3 type ka hota hai -
1. Digital Computer 2. Analog Computer 3. Hybrid Computer
Aur Digital Computer 5 type ke hota hai jaise ki -
1. Grid Computer 2. Super Computer 3. Mainframe Computer 4. Mini Computer 5. Micro Computer
Ham log joo computer istemal karte hai wo hai "Micro Computer" aur ye micro computer 6 type ke hota hai -
1. Desktop Computer 2. Laptop Computer 3. Palmtop Computer 4. Notebook Computer 5. Pocket Computer 6. Home Computer
3. Software Kya Hai? Computer Ke sath iska ा संबंध है ?
Computer chalane ke liye Computer ko joo sabse jada jorurat hota hai, un sabko ek sath milakar Software bola jata hai. Asal me software ka िवक naam hai program. Computer par aagar software run na kiya jai too us computer ke koi faida nahi hai. Kyuki ek computer ko run karne ke liye sabse jada jorurat hai software, software ke bina computer kuch bhi nahi. Software doo traha ke hota hai.
1. System Software 2. Application Software
1. System Software :
Software जो कं ूटर म यूजर को ऐसा Environment दे, िजससे यूजर को कं ूटर चलाने म आसानी हो। ऐसे Softwares को System Software कहा जाता है । यह कं ूटर के Hardware और Application Software को मेनेज करता है। और उनसे काम करवाता है। System Software कई ोामो और सॉवेयर का समूह है। System Software 4 traha ke hota hai-
1. Operating System Software 2. Utility Software 3. Translator software 4. Graphical user interface Software
2. Application Software :
इनमे वे Software जो यूजर की ॉम को हल करने के िलए बनाये जाते है। एीके शन सॉवेयर End User होते है। यह सीधा यूजर को इंटरफ़े स देते है। इ जरत पढने पर कं ूटर पर Install और Remove िकया जा सकता है। यह सॉवेयर System software की मदद से कं ूटर पर काम करते है।
Exm:- Microsoft Office, Web Browser, Music Player, Photo Shop, etc.
Applications Software 2 traha ke hota hai -
1. Package software 2. Customized software
Read: Computer Name Change Kaise Kare Jankari Hindi Me
4. Computer language :
Har traha ke Computer Application banane ke liye joo language istemal hota hai usi ko computer language bolte hai. Joo language sirf aur sirf computer hi samajta hai. Exam: machine language, Assembly Language, High level language, COBOL, Basic, Pascal, FORTRAN, C, C++, Java, Algol, Mathematica, Python etc.
5. Hardware :
Computer Hardware yani ki computer ke wo part hai joo ham dekhne ne ke sath sath chubhi sate hai. Inn Part ko Mechanical, Electrical,ya Electrons Part bhi kehe sakte hain. Ek computer me alag alag traha ke hardware part hota hai jaise ki-
CPU Hard-disk DVD Motherboard RAM Monitor/LCD keyboard mouse etc.
Computer Hardware 3 traha ke hota hai -
1. Input Device 2. C.P.U 3. Output Device
6. Mouse :
Computer mouse konsa hai ham sabhi jante hai, computer mouse use karke ham computer ko fast chala sakte hai. Iska naam mouse kyu huya hai, mouse dikhne me bilkul chuhe jause hota hai isi liye sayed majak se iska naam mouse hogaya hai.
7. Keyboard :
Keyboard computer ke most important Output device hai. Computer par kuch type karne ke liye and command send karne ke liye iska istemal hota hai. Lekin haam normal log keyboard sirf typing ke liye hi isko istemal karte hai.
8. Disk Driver :
Computer disk ko chalane ke liye jiss driver ki istemal hota hai usi ko Disk driver bolte hai. Disk Driver 2 traha ke hota hai..
1. Hard Disk Drive 2. Floppy Disk Drive
Friends upar main aap logo ke sath Computer Ki kuch basic jankari share karne ki koisi ki hai. Mujhe lagta hai iss post se aapko utna jada jankari nahi milega lekin aagar aap post ko puri traha se padte hai too aapko sayed thoda bohut computer ki jankari mil hi jayega. Iss post me main sirf computer ke basic tips share kiya hai aagar aapko or bhi jada jankari jaana hai too aap iss blog ke sath rahiye ham bad me aur bhi accha accha computer tips aap logo ke sath share karenge.
Computer ki ye Basic jankari aagar aapko pasand ata hai to please post ko aapne dosto ke sath share kare, aagar post me meri koi lagti huya to please maf karna kyu ki main bhi insan hu, galti insan se hi hota hai aur aagar kuch bhi sawal puchna hai to niche comment kare.
Computer Ki Basic Knowledge
Reviewed by RAKESH SAINI ( SAINI G )
on
February 21, 2018
Rating:
No comments: