Parts of computer
Part Of Computer
Hello friends aaj hum aap computer ke bare me batayange wese to aap sabi jante ho ki computer kya hota hai. computer ko humsystem bi kahate hai ye ek esa device hota hai jo kuch hi stime me humari muskilo ko hal kr deta hai. aaj har jagah computer ka use hota hai fir chahe wo office ho , company ho ya fir ghar pr. to friends aaj hum eske parts ke bare be janenge.
Part of Computer
- DDR1 - 184 Pin single cut -- 128 mb, 256mb, 512mb, 1gb,2gb tk aati hai
- DDR2,DDR3 - 240 Pin Single cut -- 1gb, 2gb,
hard disk alag-alag space me aati hai
- 250gb, 500gb, 1024gb, 2tb, 4tb,
4. SMPS :- smps ( switch mode power supply ) ke duara computer ko power supply di jati hai. smps p AC power ko DC me convert karta hai. yeh high volt AC supply (160-220) leta hai or use +12, +5, +3.3 volt me convert karta hai. smps me 12,20,24,28 pin ka connector hota hai.
5. CD/DVD ROM :- friends aap sbi jante ho ki cd/dvd rom kis liye use hota hai
6. key Bord :- Key Bord ek input device hota hai. jiske duara hum computer ko intrection ( sandesh ) dete hai. key Bord
key bord 3 prakar ke hote hai.
- smps se aane wali yellow wire me 12 volt red wire me 5 volt ki power supply hoti hai. 12 volt ki supply motor or fan ke liye or 5 volt ki supply logic card ke liye hoti hai.
- processor ke liye 3.3 volt ki supply use hoti hai.
- power boot ke liye 5 volt ki supply use hoti hai.
5. CD/DVD ROM :- friends aap sbi jante ho ki cd/dvd rom kis liye use hota hai
6. key Bord :- Key Bord ek input device hota hai. jiske duara hum computer ko intrection ( sandesh ) dete hai. key Bord
key bord 3 prakar ke hote hai.
- ps2 key bord
- usb key bord
- wireless key bord
7. Mouse :- mouse ek pointer device hota hai. ye bi ek input device hota hai. eska use computer me click karne ke liye hota hai
mouse 3 prakar ke hote hai.
- ps2
- wireless
- usb mouse
8. monitar :- moniter (LED, LCD, TFT ) ek output device hota hai jo computer ke andar ki information ko display ke rup me dikhata hai.
friend agali post me hum mother bord ke bare me janenge me es post me eske bare me nahi likh sakta kyuki ye post lambi ho jayagi
agr aap ko kuch extra janana hai to muje comment kare.
...................................Thank You.........................................
1.
Parts of computer
Reviewed by RAKESH SAINI ( SAINI G )
on
June 23, 2017
Rating:
No comments: