Mobile ko rootable kese bnaye
Mobile ko rootable kese bnaye
Android Smartphone aap agar use kar rahe ho to aap jarur jante ho ke Root kya hai or iss ka
kam kya hai. Agar aap new android user ho to aap nehi janti ho ye Root kya hota hai. Sidha
Root ke matlab phone ke OS ke jad tak pahuchna hai aur usme manchahe badlaw karna.
Aap iss root system se apni mobile phone ko apne maan pasand tarike se Interface , Locking
System , Pre-Installed App ko apne hisab se change kar skte hai. Jobhi ho dosto aaj me aplogo
ke sath share karunga ki android mobile phone ko root kaise karte hai wo bhi bohut easy
tarike se. to chaliye suru karte hai.
Note:- friends agar aap apne mobile ko rootable bna rhe ho or rot krte time agar aap ka mobile de ya kharab ho jata hai to uske aap khud jimmedar honge.
Method 1
- Pehele ap KingoRoot ko download kar lijiya
- uske apni site se. Apni mobile se iss ko install kora install karne ke liya Unknown Source system ko calu kar lijiya. Ab KingRoot app ko apne mobile se open kijiya uske bad One Click Root button per click kijiya. Thoda time dijiya coz kingroot apka mobile ko check karega apke mobile per root support kare ga ya nehi kare ga ya apko jankari dega. agar support karti hai to koi bath nehi kuchi der bad apko Success dikhaya ga ager apka mobile root support nehi karti hai to apko Unsuccess dikhaiga.
Method 2.
es method me hum aap ko computer se mobile root banana shikhayenge .root banane ka ye esay tarika hai
Step 2.
- sabse pahle aap niche diye link se kingo root software download kr lijiye
- http://filehippo.com/download_kingo_android_root_for_windows/
software download hone ke baad use apne system me install kr le
Step 3.
- Phone ko connect krne se phle Settings me Jaakar USB Debugging ko On kr de. USB debugging ka option aapko developer Options me milega.
- ab kingo root open kre
- apne mobile ko usb cable se computer se connect kre
jese hi aap mobile ko computer se connect krenge to kingo root software me ek driver software downloading process suru hogi use pura hone de. eske liye aap ke computer pr internet connect hona chahiye
Step 4.
- ab root option pr click kre or root hone tak wait kare
- jb aap ka mobile root ho jayega to success ka mark show ya likha aayega
friends mobile root karne ke or bi bahut se tarike hai. but ye tarika sabse best hai or esay hai. agr aap ko root banane me koi problem ho rahi hai to aap muj se puch sakte hai
...................................................Thank You............................................
Mobile ko rootable kese bnaye
Reviewed by RAKESH SAINI ( SAINI G )
on
June 21, 2017
Rating:
No comments: